"Samsung S11 display me center me hole aayega Samsung S10 series ki tarah"
Jese jese saal khatam ho raha hai vaise sabki aakhe intezar kar rahi hai ki kab Samsung launch karega 2020 me apna flagship smartphone,or expert ki mane to esi umid hai ki Samsung galaxy S11 me 3 varients dekhne milenge Samsung S11e and Samsung S11 or yeh dono mobile 4G and 5G supported honge,and Samsung S11+ aayega standard 5G ke saath
- Iss S11 model me 4G or 5G Supported hoga,
- Prossecer(snapdragon865Soc/exynos990Soc)
- UI(Android10-based OneUI 2.o)
- Mobile ka debut yani launch hoga 18th,February2020
- Samsung Galaxy S11 ki khasiyat
Jo pehli baat hai vo hai hole punch display joki iss baar bhi Samsung S10 me dekha hua hai,iss bar jo bezels honge vo dono side very lite honge or iss baar display Samsung S10 se bhi jyada slim hogi, or jo screen size 6.3-inch ya 6.7-inch tak ho sakti hai or sides also curve hogi,or jo 2019 model Samsung S10 se curve ke mukable iss saal hame ye display me kam dikhai dega,
Or right sides me hame power bottons or volume bottons dekhne milega, and niche ki side hame USB-C port dekhne milega and or right side me hame speaker and left side me hame mic dekhne milega,or mobile ke leaks se pata chala hai ki 161.9×70.7×7.8mm size hogi (or isme piche ka camera bhi shamil hai)Or back me hame glass dekhne milega or metal body dekhne milega.
-THANK YOU
0 Comments