How are you guys
             Welcome to my blog, 
Post by :GSVLOG


             aap log jante hi ho k salman khan ko bollywood ke bhaijaan kaha jata hai. Or salman khan apni dariya dili se famous hai, or salman khan apne gusse ko lekar bhi media me chaye rehte hai, to aaj me   apko salman khan ke bareme batane ja raha hu, aaj ham batayenge ki konse star ko salman khan ne thappad mara hai, 




1. Shahrukh khan


    Salman khan or shah rukh khan 90s ke best friend the or vo dono har ek event pe sath me najar aate the, but salman khan ne shahrukh khan ko koy karan sar thappad mara tha,or uske baad dono me dushmani ho gayi thi ,par abhi vo dono best friend ban gaye hai.






2. AISHWARYA RAI 
     
      Ek samay tha jab salman or aishwarya ek dusare ko bahut pyar kar rahe the,par salman khan ek din bahut gusse the or usne kisi baat par aishwarya rai ko bhi thappad jad diya, or usi time dono ke sambabdh me giravat aayi or relationship tut gaya .



3. John abrahm 
      

    
         Friend john or salman ke bich ketrina ko leke jagda hua tha, aapki jankari ke liye bata de k salman khan ne ek din ek program me katrina ka mobile check kiya tha, or usi phone me john abrahm ka number nikla tha, or usi vakt salman khan ko bahut gussa aaya or usne john abrahm ko mar ne ke liye hath bhi ucha kar diya tha, or ise dekh kar John abrahm bhi bahut gùssa ho gaya tha or usne salman khan ko thappad bhi laga diya tha, tabhi se leke aaj tak in dono k bichme duriya hai




 Friends es bareme aapka kya khayal hai comment karke jarur bataye or banne rahe hamare sath 
                                              -  thank you





See also-Mumbaiker nikhil 
See also-tiktok me earning